Pehli si mohabbat
Tere sang guzre mere jo lamhe
Tum se woh maangu
Main talabgaar hoon
Tumse thodi mohlat maangu
Tu wohi main wohi hai magar bebasi
Zindagi ko gawara ab kaise karein
Dil ke darwaze pe
Phirse teri dastak maangu
Tujhse hi phir apni
Pehli si mohabbat maangu
Woh chah jo hum mein thi
Phirse wohi chahat maangu
Tujhse hi phir apni
Pehli si mohabbat maangu
Tanhai mein mar jayien kya phir aaoge
Is tarah se kya harpal tum tadpaoge
Ghair ki tarah se yeh takalluf kaisa
Yeh marawat hai kaisi yeh taaruf kaisa
Maine apne hi haathon se gawaya hai tujhe
Ashna koi aur ab bhaya hai tujhe
Dil ke darwaze pe
Phirse teri dastak maangu
Tujhse hi phir apni
Pehli si mohabbat maangu
Woh chah jo hum mein thi
Phirse wohi chahat maangu
Tujhse hi phir apni
Pehli si mohabbat maangu
Dil ke darwaze pe
Phirse teri dastak maangu
Tujhse hi phir apni
Pehli si mohabbat maangu
Wo chah jo hum mein thi
Phirse wohi chahat maangu
Tujhse hi phir apni
Pehli si mohabbat maangu
Ali Zafar
Comments
Post a Comment